Log kehte hai bhool jao..


Log kehte hai bhool jao, Kaise bhool jau usko,
Jiski yaad hi ab meri aadat ban gayi hai.

Subah uthte hi pehle,
Usi ka khayal aata hai,
Raat ko sone se pehle,
Usi pe din khatam ho jata hai.

Par ab samajh aa gaya hai, Jo chhod ke gaya,
wo apna tha hi nahi,
Ab hum bhi seekh rahe hai, Khud ko khud se pyaar karna.

Poem Rating:
Click To Rate This Poem!

Continue Rating Poems


[facebookall_comments]

Leave a Reply



This Poems Story

2 parsan h jo alg ho chuke h Or Log kah rahe h ki ab use bhool jao.